Answers of your question
Main ney galban Waqar ul Fatawah main yeh parah hai key imamah shareef main topi puri nangi nahi honi chayeh yani us main darmiyan sey kuch hisey perkepra hona chayeh warna namaz makro e tahreema hogi is ki kia wajah hai. jabkey saifi log dermiyan sey topi ko bilkul nanga rekhtey hain hata key main ney un key ammeer Akhunzadah saif ur rehman sahab jo is saal 14 rajab ko wisal ferma gey hain bohat ziyadha shariat key paband aur jayad ulamah they. ?
Answer awaited
Answered by :

E-mail :