zaid quran hafiz hai imamat karta hai aur dukan main mobile ki business karta hai zaid aur zaid ka bhai computer se mobile par pictures hindi songs gaane aur naat sharif aur dua download karte hai kya a jaiz hai kya zaid ki imamat sahi hai kya zaid k piche namaz hoti hai bara e karam jawab dein
Name:
shaikh suleman
Address:
h no 121 masha allah building vodle bhat taleigao post caranzalem goa