Details of visitor who put the following question
meelad shareef ya kis deeni mehfil ki advertisement k liyan paper k poster lagana mukhtalif places per kaisa ha . humaray aik molana sahib is say rooktay han aur un say date lo to phelay he paper poster nah laganay ka kehtay han, aur is ki waja ye bataty han k paper poster aik din nechay ghir jatay han aur ye sakht bayudbe ha . cloth banner laganay ko jaiz batatay han Kia paper ka ishtihar lagana deewaron per najaiz ha Molana sahib ka munha kerna kaisa ha.
Name:

khalid nawaz cheshti

Address:

dist@teh.chakwal

Country:

pakistan

Email:

fightingfalcon563@yahoo.com

Dated:

1/28/2010 7:47:25 PM